Get Free Banking Services Through WhatsApp, WhatsApp Banking India

Get Free Banking Services Through WhatsApp, WhatsApp Banking India: WhatsApp ka uses ham sabhi ya ham me se zyadatar log WhatsApp ka use karte hain wo bhi sirf Images, Videos, ya messages bhejne me karte hain.

Lekin, Ab jo whatsApp use karte hai unke liye badi khabar hai aur ye jald hi arahi hai. Ab ap jald hi WhatsApp ka use kar WhatsApp Banking Services ka muft me laabh le sakte hai.

HDFC Bank, Kotak Mahindra Bank etc.  ke sath kai Banks ne Customers ko WhatsApp Banking Services uplabdh [ provide ] kara rahe hai  . Jald hi Zyadatar banks yah WhatsApp Banking Services shuru karenge. 

WhatsApp Banking Services

Ab Age jante hai  ki kaise Iss  WhatsApp Banking Services ka Benefit le sakte hai.

मोबाइल चोरी होने पर भी खतरा नहीं | agar apka mobile chori ya kho jata hai to bhi darne ki zarurat nai hai. Ap bank me mail bhej kar apne whatsapp banking services ko block kara sakte hai,

apko email me WhatsApp banking me istemal hone wale mobile number ko batana hota hai. Bank e-mail milte hi whatsapp banking services sthai /स्थाई taur par rok deta hai fir jab ap naya sim lete hai to use bank me application de kar shuru kara sakte hai.

Is tarah shurur kar sakte hai WhatsApp Banking Services apne number par.

Get Free Banking Services Through WhatsApp

WhatsApp ke zariye WhatsApp Banking Services ka benefit lene ke liye yah apko apne Registered mobile numner se Bank ke number par Missed call dena hoga.

Yah num Phone Banking number se alag  hota hai. Apke dwara missed call dene ka matlab hai ki ap Bank ko App  WhatsApp Banking Services shuru karne ki permission de rahe hai.

Iske baad apke WhatsApp mobile number par yah Service shuru hone message Bank ko or se ata hai. Iske bad ap Bank member se apne Debit/Credit card ki information, Savadhi jama [ FD ], Mini Statement ke liye baat-chit kar sakte hai.

How to Earn Money from YouTube – how to earn money online

Aise Milegi information  

Agar ap apne Credit Card Bakaya Rashi [ Dues Amount ] , janna chahte hai to Ap apne Credit Card ke last 4 digit ke bad Credit Card bakaya likhe aur WhatsApp kar de. Is tarah Savadhi Jama[ FD] ki jankari chahte hai to meri FD ka ब्योरा/विवरण detail/Particulars likh kar bhej sakte hai Bank WhatsApp par jankari bhej dega.

 No Charges / इसका कोई शुल्क नहीं     

WhatsApp Banking Services : WhatsApp Banking Services  dene ke liye Bank koi amount Charge nai karte hai. Bank ko taraf se yah Services apne customers ko  real time me pareshaniyo/Troubles ke samadhan/solution ke liye  shuru ki gai hai. Bank apne customer aur new customer yah Services provide  kar rahe hai . Bank ka iske puchhe उद्देश्य /Purpose  Banking Services asan उपलब्धता Availability karana hai.

Read these articles

  1. WhatsApp Payment, and How to activate WhatsApp Payment in India| deeanatech.com |
  2. Best themes for WordPress and Blogger free download 2020, best blog theme for WordPress
  3. How to become a successful blogger in a short time and earn money | कम समय में एक Successful Blogger कैसे बने और पैसे कमाए|

 Safety and risk/ सुरक्षा और जोखिम      

WhatsApp Banking Services : WhatsApp Banking Services safe hai kyuki sabhi message end-to-end encryption ke taur par hote hai. Sath hi, apke Account ki information kisi person ke sath share ki jati hai.

Apko whatsApp par message karte time kisi bhi secret information ex. PIN ya Password ko darj karne ki information /jankari nahi mangi jati hai . Yah puri tarah se safe and secured hai.

मोबाइल चोरी होने पर भी खतरा नहीं है | agar apka mobile chori ya kho jata hai to bhi darne ki zarurat nai hai. Ap bank me mail bhej kar apne WhatsApp banking services ko block kara sakte hai, apko email me WhatsApp banking me istemal hone wale mobile number ko batana hota hai.

Bank e-mail milte hi whatsapp banking services sthai /स्थाई taur par rok deta hai fir jab ap naya sim lete hai to use bank me application de kar shuru kara sakte hai.

Get Free Banking Services Through WhatsApp, WhatsApp Banking India

Leave a Comment