What is Data Analysis, Check Data Analysis courses, and Data Analyst Job | deeanate.com

What is Data Analysis, Check Data Analysis courses, and Data Analyst Job: What is Data Analysis:- आजकल के बिज़नेस की सफलता की बुनियादी डाटा  DATA के एनालिसिस ANALYSIS पर टिकी है | इन सूचनाओं INFORMATIONS के गहराई से अध्ययन से कई गूढ़ जानकारिया सामने आती है | इस काम में माहिर युवाओ की काफी मांग है | इसलिए यह क्षेत्र करियर के लिहाज से आकर्षक साबित हो रहा है | THEREFORE, THIS FIELD IS PROVING ATTRACTIVE IN TERMS OF CAREER.

What is Data Analysis?

व्यवसाय जगत में बढ़ी धमक / Increased Brightness in business

Data Analytics: Taknik ke badhte dayre [ Increasing scope of technology ] va Istemaal ki vajah se business ka kaam behad assan ho gaya hai.

Kisi bhi Company ki pragati va uski safalata ke pichhe prayog hone wale data ka palak Jhapakte hi pata chal raha hai. Is Data ke istemal ke zariye jaha ham bahut kam samay me kisi निष्कर्ष /nishkarsh tak pahuch pa rahe hai [ Reaching a conclusion in a short time]  Wahi Inhe sahejna सहेजने  wa व  विश्लेषित/vishleshit  karna kisi chunauti चुनौती se kam nahi hai.

Online Paise kaise kamaye | Make Money With Affiliate Marketing: click Here

Online Shopping Companies wa Pramukh/ व प्रमुख Website/वेबसाइट  apne Data Analysis ki badaulat hi tarakki ki Ibarat likh rahi hain. 

E-Commerce ka Vistar [ Expansion of e-commerce] bhi Kafi kuch isi ki Den hai. Is Jatil kam ko ek khas Prakriya खास प्रकिरिया [ Process ] ke tahat Anjam Diya jata hai jise Data Analytics naam diya gaya hia. Data Analytics. 

2021 TAK DATA ANALYST KI MANG 7.50 LAKH SE ZYADA HO JAEGI

The future is golden in Data Analytics

The Future is Golden : Banking, Finance Insurance, Artificial Agencies, Cloud Computing, IT etc. Kai kshetra /कइ क्षेत्र डाटा का Dharalle se Istemaal ho raha hai. Data Analyst apni Kabiliyat se is Data k Istemal Business ko badhane ya kisi sarthak Platform tak pahunchne me kar rahe hai tatha iske balbute  we nai business yojnae तथा इसके बलबूते वे नहीं बिज़नेस योजनाएं  tayyar kar rahe hain. 

Bharat me Bengluru Data Analytics ka sabse bada Hub hai. Dhire-Dhire Mumbai, Hyderabad aur Delhi-NCR me bhi Data Analyst ki maang  badhti ja rahi hai.

Data Analyst Job | Rozgar ki sambhavnae /

 रोज़गार की सम्भावनाऐं 

Suchna va podhogiki mantralaya Ministry of Information and Technology  k Anusar vartaman samay me service sector me 2.5 lac start up me 25,000 IT me 26,000 videshi company me 92,000 va anya  chetra ki company me 1.4 lack data Analysts ki mang hai ,

yadi peshvaro [ professionals ] ne gambhirta purvak cource kiya hai to unhe rozgar k liyea bhatkna nhi parega. Ajkal social networking site , Online Shopping  Website,  Market Research firm consulting va Analytics firm , NGO , Startup va caloud computing company me bade paimane pr rozgar mil raha hai.

Jaise jaise Online Market me vistar ho raha hai ,ussi anupat me professionals ki maang bhi badhti ja rahi hai | 

Read these article also:

  1. What is SEO: How to Plan a complete SEO strategy for your site in 2021?
  2. Google AdSense Tutorial, Check Google AdSense Earnings and Google AdSense Payment, My absence account, deenatech.com
  3. How to Get More Customers Online- 6 Ways to Get New Customers.

कुछ प्रमुख संसथान -Some major institutes

  1. International Institute of Market Research and Analytics, Bengaluru.
  2. IMT, Ghaziabad
  3. India School of Business , Hyderabad
  4. Birdge School of Management, Gurugram.

KAISE BADHAYE KADAM / How to take steps

Data analytics se sambandhit jo bhi course hai , ve sabhi apne ander taknik va research samete hote hai. Is sector/chetra me Zyadatar cources PG Diploma ya Master level k hai.

Inki avdhi 6 mah se lekr 2 Saal tak hai. Aise  me vo students , jink pass Graduation me science ya engineering ki degree hai , ve isse sambandhit master va PG diploma  course me dakhil le sakta hai,

Isme mathematics, Statics, computer science ya accounts k Student ko Preference/ variyata di jati hai .

KUCH PRAMUKH PATHYAKRAM

  • PG certificate program in data analytics
  • Advance course in big data analytics
  • Executive programming in business analytics
  • PGDM in analytics specialization
  • Certificate in analytics 
  • PG program in business analytics

ONLINE COURCE KI BHARMAR
Online course me market research processes , research mathod and desgine , data collection processes , tools used in data  analysis va data research par pramukhta di jati hai |

IN RUPO ME MILEGA AVSAR / इन रूपों में मिलेगा अवसर 

  • Data co-ordinator :In professional प्रोफेशनल k kaam kisi bhi company k sucharu rup se chalne k liyea jaruri suchnao ( data) ko khojna hota hai |Isk liyea unhe lambi bhagdor ya computer pr ghanto dimag khapana pad sakta hai,
  • Data architect : Inka kaam data secured rakna , unka desgine tayyar karna ya data policy banane se juda hota hai| Logical data modeling ya Physical data modeling , data wear housing sarika work bhi inhi k jimme hota hai.
  • Data visualizer: ye data k rujane  ka pata lagaane aur data Management/prbhandak raneeti/policy  tayyar karne me apniimportant Role /bhumika nibhate hai |samridhe data shrot ka pata lagana inki Working style/कार्यशैली  i ka hisaa hota hai.
  • Data Manager: Ye Zaruri data ko computer me darz karne ke sath sath uske adhar par evalution report/मूल्यांकन रिपोर्ट  tayyar karte hai. Iske liye inhe Takniki roop se Efficient/daksha banana padta hai.
  • Business Analyst: Ye kisi khas business se sambandhit data ka bariki se study kar kisi nishkarsh par pahunchte hain. inka Ashay business se rahta hai ye kisi project ke liye budget ka bhi nirdharan karte hain .
  • System Analyst : Inka kaam Data analysis me prayog hone wale pramukh Instruments Rakh rakhav se sambandhit hota hai. Inhe Hardware and software dono ki samaan roop se Jankari hoti hai.
  • Business Intelligence Developer : Kisi bhi company ke liye DAta jutane ke sath saath ane wali samasyao k samadhan bhi zaruri hota hai Business Intelligence Developer yojna ko controll me le kar company ko nuksan se bachate hain 
  • Salary : Inme professional shuruati salary unhe kaam ki samajh aur Institute par nirbhar karta hai . Fir bhi kisi popular Institute me 30-35,000/-month  asani se mil jate hai, 
  • Do Teen sal ke anubhav ke bad yah badhkar 45-50,000 /months tak pahunch jate hai. Study me bhi sufficient salary milti hai.

What is Data Analysis, Check Data Analysis courses, and Data Analyst Job | deeanate.com

2 thoughts on “What is Data Analysis, Check Data Analysis courses, and Data Analyst Job | deeanate.com”

Leave a Comment