What is mental disorder: Mental Disorder: Get Relief Like this, Chemical Imbalance in the Brain Anxiety, Symptoms, deeanatech.com

What is mental disorder: Mental Disorder: Get Relief Like this, Chemical Imbalance in the Brain Anxiety, Symptoms: What is mental disorder:- Aksar chhoti-chhoti baaton par chidchidapan ho jana ( Often irritable over trivial matters), bina vajah gussa hona ya rone lagena, speed me gadi chalana etc. mental health thik na hone ki nishani hai ( Mental health is a sign of failure). Aaj bade shahron me mental health se jude mamle tejiI se badh rahe hai ( Today, cases related to mental health are increasing rapidly in big cities. ). Is baar world mental health day ka focus  “Sucide Prevention “ par hai WHO K mutabik, aaj world me 40 second me ek person zindagi ki jung se haar kar suicide kar le raha hai ( According to WHO, today in 40 seconds in the world, a person is getting suicide after losing the battle of life). Menttally agar thik ho to aisi chizo se bacha ja sakta hai, Aaj mental health se sambandhit bahut sara application aur device aa gye hai, jo mood ko track karne k saath-saath depression, Stress etc. se niptane me aapki madad kar askta hai.

What is mental disorder?

What is mental disorder?: Read above paragraph for details.

MEDITATION

What is mental disorder- Meditation
Meditation

MEDITATION: Yeh aapki zindagi ko khushnuma banane me mahatpurn bhumika nibha sakta hai ( Meditation: It can play an important role in making your life happy ). Agar meditation k liyea ap APPS ko try karna chate hai, to ” HEADSPACE ” ek option ho sakta hai.

Iska istamal android aur iOS dono hi platform par kiya ja sakta hai, Yaha par meditation k liye alag-alag upaye bataye gaye hai, Agar iska free version download karte hai, to isme apko daily meditation k disha nirdesh k saath kaise khush reh sakte hai.

Isse jude tips milega, lekin jab subscribe kar lete hai, to stress , existy aur focus se judi saikaro meditation guide 
milega, Headspace kisi bhi paristhiti me shant rehne me madad kar sakta hai.

STRESS

What is mental disorder: Mental Disorder: Get Relief Like this, Chemical Imbalance in the Brain Anxiety, Symptoms, deeanatech.com
STRESS: What is mental disorder

STRESS: What is mental disorder Aaj ki bhagam-bhag wali zindagi me tanao aam baat hai, Isse bacchna hai,

To fir ‘stop breed and thick’ Apps ek vikalap ho sakta hai, isme saans lene me k liye Heeling, Self Motivation, Stress Depression etc. ko dhyan me rakh kar develop kiya gaya hai,

Ye Apps na sirf meditation processes ko record karta rehega, balki mood k hisab se meditation upaye bhi sujhyega, isse android aur iOS k liye download kar sakte hai.

MINDFULLNESS

MINDFULLNESS: Bahut sare log tanaav k karan thik se neend nhi le pate hai, jiski vajah se unka kaam bhi prabhavit hone lagta hai,

What is mental disorder: Mental Disorder: Get Relief Like this, Chemical Imbalance in the Brain Anxiety, Symptoms, deeanatech.com
MINDFULLNESS: What is mental disorder?

Aise me ye buddify Apps apke liye useful ho sakta hai, isme stress level ko kam karne k liye 200 se adhik tarah k meditation diye gaye hain,

Jo stress ko dur karne k liya aur acchi neend lane aur emotion ko santulan karne me madad karta hai, agar kisi tarah ka tanaav mehsoos kar rahe hai , to iske liye yaha kuch minutes k mindfulness exercises bhi hai,

Isse relax rehne me madad milega, ise android aur iOS device k liye download kiya ja sakta hai.

Track Your Mood

Track Your Mood: मूड को कर सकते है ट्रैक Agar Aap dukhi hai aur preshan Mahsoos kar rahe hai, to fir MOOD tools: Depression Aid apko isse ubarne me madad karega.

Track Your Mood
Track Your Mood

Iske liye isme kai Research based tool me apki thoughts Thinking Pattern ko Analyze kar apke Mood ko behtar karne ke sujhav diye jate hai. 

behavioral Activation therapy me kisi Activities se pahle aur baad ki sthiti स्थिति  ko parkha jata hai Wahi safty plan ko suicide safty ke lihaz se develop kiya gaya hai.

Depression se grust ग्रस्त hai ya nahi iske liye PHQ9 test me hissa le sakte hai. isse apko iske lakshan लक्षण ka pata chal jaega iske alava yaha YouTube videos bhi diye gae hai.

Depression 

Depression [अवसाद ]: Yeh aapki khushhal zindagi ko barbad kar sakti hai, Isse ubarne me Apps ki bhi madad li ja sakti hai.

Sanvello- Stress & Anxiety Help
Sanvello- Stress & Anxiety Help

Sanvello- Stress & Anxiety Help:- Pacific ek aisi hi Apps hai, jisse deprecation ko dhyan me rakh kar hi develop kiya gya hai, Iski khasiyat hai ki isme aapki [By psychologist] Psychologist dwara tayyar  tool milte hai, jo depression va anxiety se nizat dilane me upyogi ho sakte hai.

Isme Cognitive, Behavioral Therapy, Mindfulness, Meditation, Relaxation and, Mood / Health Tracking etc. jaisi features hai .

Yeh nakaratamak vicharo नकारात्मक विचारो  se ubarne me bhi madad karta hai Relaxation k liyea isme audio exercises diyea gye hai, jinme Deep breathing, Muscles Relaxation, Positive Visualization, Meditation etc.,मसल्स रिलैक्सेशन , पॉजिटिव विसुअलिटेशन ,मैडिटेशन  etc., shamil hai.

Yaha par mood tracker ek accha features hai. jo pure din apke feelings aur mood ka aklan karta hai jisse aapko apne mood ko behatar karne me madad milegi. isse android aur iOS k liyea download kar sakte hai.

Anxiety

Anxiety एंग्जायटी: Anxiety aur stress Relief k liye panic Relief App Ko try kiya ja sakta hai, Ise Denmark k  साइकियाट्रिस्ट  [Psychiatrist ] Marianne B. Geoffroy ne develop kiya hai.

Yeh anxiety ko door karne me tatkal madad karta hai ( It helps in eliminating anxiety immediately ). Animation ko madad me anxiety aur stress ko kaise control kiya ja sakta hai, isk bare me inme acchi jankari di gai hai,

Iska istamal  सीकोथेरपि  [Cicotherapy ] k taur pr bhi kiya ja sakta hai, Aapko ye samajhne me bhi madad karta hai ki anxiety yani panic attack k dauran body me bhi kai tarah k changing ata hai, Inme isse relax hone k upaye bhi bataye gaye hai, jaise breathing va relaxation exercises, positive visualization ect. Yeh application Android aur iOS k liye available hai.

Productivity Habits

Productivity Habits [प्रोडक्टिविटी हैबिटिस]: Fabulous Science best application hai, jo sleep cycle ko behtar karne aur anxiety se nipatne me madad kar sakta hai, Iska maksad hai adato ( habit) ko badal kar health ko behtar karna,

productivities habit's
productivities habit’s

Isk liyea isme habits trackers ka istemal kiya gaya hai, jo yog, meditation, work out etc. k liye remind karta hai, Isme tamaam tarah k exercises aur motivations tools diye gye hai, jo aapki daily routine ko behtar karne me madad karega, Iska istemal android aur iOs par kar sakte hai. 

Chatbot will help you

Chatbot will help you [ चैटबोट करेगा आपकी मदद ]: Mental disorder se ubarne k liyea chatbot ki bhi help bhi li ja sakti hai. Vo ek aisa hi chatbot hai, jo dostana baat chit ke jaria mood ko track karta hai,

Chatbot will help you
Chatbot will help you

Alag alag mental disorder k hisab se science best taknik k bare me guide karta hai, vahi vaise artificial intelligence par adharit chatbot hai,

Isme CBT, DBT yoga aur meditation etc. ka istemal kiya gaya hai, jo stress, anxiety, anidra etc. jaise mental disorder me useful hai.  

ये भी  है  बहुत काम के : –  ये डिवाइस भी  है काम के   

Mental Disorder ki situation me ye device bhi apke liye beneficial ho sakta hai, 

Feel Emotion sensor  फील इमोशन सेंसर:  Emotions ko Samajhna har kisi ke liye asan nai hota. Feel ek aisa hi device hai, jo emotion ko pure din Track karta hai.

Yah Device Khushi, Gussa, dukh, Tanav aadi ko asani se pahchan leta hai aur ise control karne ka option/upay/sujhav bhi batata hai. Behavioral device hai jise wristband ki tarah pahna jata hai, isme Sensor lage hai.

Yah electrodermal Activities , blood volume, pressure aur Skin Temperature ke hisab se mood ko track karta hai, isse emotion ko control karne me madad milegi.

लीफ अर्बन :इस उपयोफी डिवाइस को bracelet ya necklace ke taurpar Pahna ja sakta hai. Yah apki Daily Activities ,Sleep  Pattern aadi ko track karta hai. isse apko tanav ke karno ko rokne me madad milegi, Kai bar achhi nind nai ene ya exercise ko band kar dene se bhi stress hone lagta hai.

 Yah apko apni Habits ko sudharne ke liye remind karaata hai, Iske alava Meditation aur breathing  exercise ke liye guide karta hai.

Leave a Comment