Google mera naam kya Hai?

Google mera naam kya Hai?Meara naam kya hai– Google “mera naam kya hai aur mein kaun hoon” Aj Technology itni age badh gai hai ki, aj zyada se zyada kaam hame fingger par akar tik sa gaya hai, zarurat hai to sirf ungli chalanae ki,

Lekin ab usse bhi kai kadam aage ki bat hai jo google par Aqsar logon dvaara Google se puchha jaata hai ki Google “mera naam kya hai aur mein kaun hoon” shaayad ho sakata hain vah ise mazaq mein ya phir apne aap ke bare mein janne ke lie puchhte ho vah kuchh bhi ho sakati hain. Ye hai latest Generation ki technology.

Lekin kya aisa ho sakata hai ki ham apne mobile mein Google ko bole ki mera naam kya (मेरा नाम क्या है) hai aur vah hamen hamara sahi naam batayen, jee haan, aisa ho sakata hai aur apne kai saare logon ko aise karte hue dekha bhi hoga.

Bilkul Aaj ke samay me technology itni advacace ho chuki hai ki aapka mobile na keval aapka naam bataega balki vah aapke puchhen gaye sabhi savaalon ka javaab de deta hai, bas aapkon use apne savaal puchhna hota hai.

yah technology koi bahut naya nai hai to aaj ham aapkon Googale se mera naam kya hai kaise pata karen iske bare mein janakarie dengen jiske baad ap jo chaahen vah Google se puchh sakten hai to chalie Google se mera naam kya hai kaise pata karen uska tarika janaten hai.

Mera Naam Kya hai

Mere website ka naam DeeaTech.com hai aur main internet par har jagah par mere website ka profile bana hai, aap chaahen kuchh bhi istemal kar rahe hon koi bhi social networking site jaise facebook, instagra etc. bas mere website ka naam DeeaTech search karen mera website aapko mil jaega.

Google mera naam kya Hai
Google mera naam kya Hai

Agar ap bhi chahten hain ki aap Google se question kare kisi tarah se kuchh bhi message de aur jab bhi aap use mere website ka naam kya hai ya mera naam kaya hai, to vah aapke dvaara die gaye message ko bolen to uske lie aapko Google nahi balki Google Assistant ka use karna padta hain.

Google ko naam kaise bataen?

Jante hain ki aapko Google ko apana naam kaise bata sakate hain?

  • Sabse pahle aapko Google Asistent ko apne mobile mein enable karna hai aur uske baad Google Asistent ko on kar de.
  • Google Asistent on karne ke baad aapko Google se puchhna hai Google mera naam kya hai.
  • Fir iske asnwer mein Google aap se kahega ki Google ko apaka naam nahin pata hai.
  • Google apse aapka naam puchhega.
  • Ya aapko Google se puchhna hai google mera naam badlo.
  • Fir baad me google aapse aapka naam puchhega jiske badle mein aapko apna naam google ko bataana hai aur iske baad google save karne ke lie aapse permission lega.
  • Ab Aapko save kar lene hain aur iske baad aap jab bhi google se apna naam puchhenge to google aapko aapka naam bataega.

Google Assistant kaise intimal karen?

step-1 – Sabse pahle aap play store se Google Assistant download karen, Google Assistant download karne ke lie niche die link par klik click kar sakte hai jo apko direct download page par chala jaega.

Kya ye jante hai?

Read More short forms and their full form

Step-2 – Google Assistant download karne ke baad aapko Google se kahana hai Google mera naam badalo? jiske badle mein Google Assistant aapko uttar dega ki “theek hai main aapko kya kah kar bulaoon”

Step-3 – Ab apko apna naam google ko batana hoga, naam batane ke baad google aapko confirm karne ke lie puchhega to aapko haan kahna hai haan par click karna hai.

Step-4 – bas aapka kaam poora ho chuka hai iske baad aap jab bhi google se puchhenge ki google mera naam kya hai to google aapko aapka naam bataega.

Google Assistant ke feature kya hai?

You can ask Google the information about the repeated messages and notifications on the mobile phone and you can also get it read.

  1. You can speak to any contact saved in your mobile to set up the phone.
  2. Google Assistant gives you the answers to the questions asked by you by flying directly to Google.
  3. With the help of Google Assistant, you can say the name of any song to play it and it plays it.
  4. You can open any application present in your mobile.

You can talk to Google Assistant as friends, which is a lot of fun.

  1. How is the weather today or what is it today, you can also get such information from Google Assistant.
  2. Overall you can do a lot of things Google Assistant, in this you get a lot of fun features, you must try it once.

Google mera naam kya Hai

Conclusion

Aaj hamne jaana ki ham google se apana naam kaise jan sakte hain jisse ki jab bhi aap google se puchhen ki google mera naam kya hai to iske badale mein google Assistant aapko aapka naam bataega.

Friends Google Assistant ke bahut saare features hai lekin in sare features hai.

Leave a Comment